...Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Khilen phool si teri jawani
Koi bata de kaha kasar hain
Aaja mere manchaahe baalam
Aaja tera aankhon mein ghar hain
Main chanchal madmast pawan hu
Main chanchal madmast pawan hu
Jhoom jhoom har kali ko chumu
Jhoom jhoom har kali ko chumu
Bichhad gayi
Bichhad gayi
Main ghayal hirni
Toofan dhundu ban ban ghoomu
Meri zindagi mast safar hain
Meri zindagi mast safar hain
Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Aaja mere manchaahe baalam
Aaja tera aankhon mein ghar hain
Tum bin nainon ki barsaatein
rok na paaun laakh manaau
Tum bin nainon ki barsaatein
Rok na paaun laakh manaau
Main behte dariya ka paani
Main behte dariya ka paani
Khel kinaaron se badh jaaun
Khel kinaaron se badh jaaun
Nandh na paaun
Naya nagar ek nayi dagar hain
Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Aaja mere manchaahe baalam
Aaja tera aankhon mein ghar hain
Patli kamar hai tirchhi nazar hai...
The song describes two different points of views, the debauched lover, and the love-lorn beloved, telling their feelings of exuberant joy and unbearable pain, and how the song inter-cuts between the two... a masterpiece..
Patli Qamar Hai Tirchhi Nazar Hai...
From 'Barsaat', the Raj Kapoor blockbuster; music by Shankar Jaikishan; and performed by Lata Mangeshkar and Mukesh.
On screen you seen Prem Nath, Cuchoo and Nimmi
Watch the song here.
No comments:
Post a Comment